Dahej pratha
Hi mein Deepa Regar, aaj me aapke liye dahej partha par kahani lekar aai hu. Dahej partha ek samajik kupratha hai. Yeh garib logo k liye abhishap h. Kuch samaj sudharko or netao ne dahej prtha ko rokne ki kosis ki lekin fir bhi safal nhi hue. dahej prtha dheere dheere apna bura roop leti hi ja rhi h.dahej ek aisi kuprtha h jise desh se mitana hi hoga. News pepar me aisi khabre aaye din chapti hi rahti hai. Kabhi dahej k lobhi pita dahej na dene ke karan baarat wapas le jaate toh kbhi stove fat jane se ladki ki mout ho jati. saas ne bahu ko jala diya,ladki ko majbur karke maara gaya. Amir log to is partha ko ache se nibha rhe h pr garib logo ki betiya ghar me hi baithi rh jaati h or agar shadi kar dete h to sasural me preshaniyo ka samna karna padta hai. Dahej lena or dena dono hi gunah h. Me bas itna kahna chahti hu ki Sarkar ko is partha pr bhi rok lagani chahiye. Is kahani ko pura padhna. Ek gaon me ek bahot garib kisan pariwar rahta tha. Us priwar me pati patni or ek unke beti thi